Adhura Sa Hai Lyrics - Altamash Faridi - Altamash Faridi Lyrics
| Singer | Altamash Faridi |
| Music | Sufi Bhatt, Vineet Sharma |
| Song Writer | Saahil Fathepuri |
Adhura sa hai mera aasmaan
Hai adhuri meri daastan
Adhura sa hai mera kaarwan
Hai adhuri meri daastan
Kaise yeh batayein kyun yeh
Yaadein yaad aa jaati hain
Kaise yeh batayein kyun yeh
Aake rula jaati hain
Ke bin tere reh na sakun
Judayi yeh seh na sakun
Ke bin tere reh na sakun
Judayi yeh seh na sakun
Tadapta hai dil tere vaaste
Kehne lage saaye mere
Hai phir kyun juda tere raaste
Meri raahon se jo hum hain tere
Kaise yeh batayein kyun yeh
Yaadein sata jaati hain
Kaise yeh batayein
Aake rula jaati hain
Ke bin tere reh na sakun
Judayi yeh seh na sakun
Ke bin tere reh na sakun
Judayi yeh seh na sakun
Ke bin tere reh na sakun
Judayi yeh seh na sakun